🥦  "How to Identify Fresh Vegetables in Pakistan"

🥦 "How to Identify Fresh Vegetables in Pakistan"

In Pakistan, subah ka nashta aur raat ka khana, dono mein sabziyon ka aham kirdar hota hai. Magar fresh aur quality vegetables dhoondhna kabhi kabhi mushkil hota hai.

Ghar Ki Basket aap tak laata hai farm-fresh sabziyaan jo na sirf taza hoti hain, balke unmein hoti hai ma ka sukoon.

Yeh 5 tips madad dein gi aapko fresh vegetables pehchanne mein:

  1. Color dekhein: Fresh vegetables ka rang deep aur natural hota hai, na ke dull ya brownish.
  2. Texture mehsoos karein: Soft aur slimy feel ka matlab hai sabzi purani ho gayi hai.
  3. Smell karein: Taza sabzi hamesha earthy aur clean smell karti hai.
  4. Season ka dhyan dein: Har mausam ki apni seasonal sabzi hoti hai – unhi ka intekhab karein.

Source check karein: Ghar Ki Basket sirf verified aur local trusted farms se sabziyan lata hai.

💚 Apna order aaj hi place karein aur mehsoos karein farq jo sirf Ghar Ki Basket la sakta hai!

Back to blog